Humein Chune Ki Aukat Nahi Shayari


हाथ में खंजर ही नहीं आँखों में पानी भी चाहिए,
हमें दुश्मन भी थोड़ा खानदानी चाहिए।
Hath mein khanjar hi nahi aankhon mein pani bhi chahiye,
hamen dushman bhi thoda khaandani chahiye.

Humein Chune Ki Aukat Nahi Shayari

अक्सर वही लोग उठाते हैं हम पर उँगलियाँ,
जिनकी हमें छूने की औकात नहीं होती।
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Par Ungliyan,
Jinki Humein Chune Ki Aukat Nahi Hoti



ठहर सके जो लबों पे हमारे,
हँसी के सिवा है मजाल किसकी।
Thhehar Sake Jo Labon Pe Humare,
Hansi Ke Siwa Hai Majaal Kiski.


लाख तलवारे बढ़ी आती हों गर्दन की तरफ,
सर झुकाना नहीं आता तो झुकाए कैसे।
Lakh talvare badhi ho gardan ki taraf,
sar jukana nahi aata to jukaye kaise.



हमको मिटा सके यह ज़माने में दम नहीं,
हमसे ज़माना ख़ुद है ज़माने से हम नहीं।
Hamko Mita Sake Ye Zamane Mein Dam Nahin,
Hamse Zamana Khud Hai Zamane Se Ham Nahi


इलाज ये है कि मजबूर कर दिया जाऊँ,
वरना यूँ तो किसी की नहीं सुनी मैंने।
Ilaaj ye hai ki majboor kar diya jau..
Warna yun to kisi ki kabhi nhi suni hai maine.



समंदर बहा देने का जिगर तो रखते हैं लेकिन​,
​हमें आशिकी की नुमाइश की आदत नहीं है दोस्त​।
Samandar Baha Dene Ka Jigar Toh Rakhte Hain Lekin,
Humein Aashiqi Ki Numaish Ki Aadat Nahi Hai Dost.



हादसों की ज़द में हैं तो क्या मुस्कुराना छोड़ दें,
जलजलों के खौफ से क्या घर बनाना छोड़ दें।
Hadson ki zad main hain to,
muskurana chhod dein,
zalzalon ke khauf se,
kya ghar banana chhod dein.